Archive for December, 2007

Hum Qatl Bhi Huye To…

Tuesday, December 25th, 2007

Vo Chasm-E-Mohabbat Ka, Paimaana Kya Hua !
Hum Qatl Bhi Huye To, Ey Zamaana, Kya Hua !!

Har Shab Pe Unka Naam, Har Shabnam Unki !
Na Ho Junoon Jisme, Vo Deewaana Kya Hua !!

(more…)

Ya Rab

Tuesday, December 25th, 2007

Ya Rab Itni To Meri Aah Ko Rasai Dede
Mere Aziz Ko Mera Haal Dekhai Dede

Ho Kuch To Asr Mere Raqeeb Par Shayad
Gar Use Mera Yeh Aah-E-Dil Sunai Dede
(more…)

Udaasi

Tuesday, December 25th, 2007

Chayheron Kay Jhurmaton Main Ghoomta Hoon Tahnaa
Jaaun Magar Kahaan Har Chayhra Gar Ajnabi Sa

Har Aqs Ka Daaman Pakra
Har Dil Ka Kona Taakaa
Har Aqs Nikla Pathar
Har Dil Ka Manzar Sehma

(more…)